Khwaab ki ta'beer

· 2 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main ayk khwab 3, 4 ya shayed iss se ziyada bar dekh chuka hu ke meray maut ke upper valay dant meray nechay valay teeth me phans jatay hain aur muje mun khulne me bari diqat hoti he bht zor laga ke dant aur mun kholna parta hai. Aur last time valay khwab me mera ayk upper vala jo nokela dant hota he toot gya aur ye yaad nahi ke right side wala he ya left. Kindly iss ki koi tabeer he ya kisi tarf ishara he to btaen.

Answer

Ye khaandaani ikhtilaaf ki taraf ishaarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.