Sunnat kya he?

· 15 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Sunnat e Rasool (Sallallahu Alayhi Wasallam) kaya hai? Kaya nabi pak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ke ahadis our apne zati amal hi hadis hai. Agar kesi sahabi ne app ke suhbat me koy amal keya ho our app us se khosh howe ho ya mana na keya ho to kaya ye amal bhi sunnat nahi hai? Our kaya khulfa rashedin our azwaj ka amal our farman bhi sunant nahi hai?

Answer

Aap (sallallahu alaihi wa sallam) ke tareeqe jo aap ne bator ibaadat farmaye woh to sunan-e-huda kehlate he aur jo bator aadat farmaya woh sunan-e-zawaaid kehlate he.

Ye bhi hadeeth he

Ye bhi saheeh he

Usko sunnat-e-nabawi nahi kaha jayega

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.