Khwaab ki ta'beer

· 24 Safar 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me ne khwaab me dekha ke me ek jagah hoo bech me kisi ke qabar hai per kachi Hai me bas waha betha hoo side me aur achanak mene dekha ke koi namudar hue Mera samne kali dari thi cement type color ki chadar ohri hue the mujhy kaha K me aur do teen jagah dukane kholu sirf yaha na betha raho yaha buhat Jhariya hai asart ka khatra hai Bas ye dekha aur ankh khul gae aur jab time dekha to 6 baje the subah ke. Plz is ka jawab chahye mahar bani hogi.

Answer

Paanch waqt ke naamz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursir parhliya kare. Allah Ta'ala aap ku hamesha har shar se hifaazat farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.