Khwaab ki ta'beer

· 8 Rabiʻ II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mujy apny khwab ke tabeer maloom karni ka ke meri shadi kisi anjany mard say ho jati ha aik haftay bad kch log mary husband ko qatal kr dty han ma roti hue apni ami k pas jati hun madad mangny k liay to wo inkaar kr dti han mary hath may aik bacha bhi hota ha.

Answer

Is khwaab ki taraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.