Khwaab ki ta'beer

· 5 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mufti sahab umeed karta hon aap kherait say hon gay. Mufti saheb aap say aik khawab ki tabeer maloom karni hai. Hamaari aik relatives hain young larki hai 25 years age hai usay aksar ye khawab ata hai ke koi us ko marna chahta hai lakin jab bhe marny lagta hai to kisi bhe tariqay say bhag jati hai or us ki aankh khul jati hai or aisa aksar wo dekhti hai please ap is ki tabeer batain.

Answer

Allah Ta'ala us ki hifaazat karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.