Khwaab ki ta'beer

· 27 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main apne aap khwab me kai bar mehsoos karti hun ke mjhe ladkiyo ke sath physical hoti hun. Iska matlb kya ho sakta hai? Please bataye main kya karu.

Answer

Tamaam na mahram awrato owr larko ke saat purda ka ihtimaam kya karo owr tamaam mushtabah cheezo se parhez karo (cellphone, internet, TV, buri suhbat, waghairah).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.