Khwaab ki ta'beer

· 5 Jumada II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mere khwaab ki tabir bata den. Maine khwaab me dekha he ke mera nikah ek anjan shaks se huwa he. Wo mujhe apne gharwalon se milwa rha hai aur mai jis shaks se pyar karti hun wo shaks khwaab me mujse keh rha he mai aap ka nasib hun. Aap sw iltija he tabir bta den.

Answer

Koi nahi jaanta he ke apne naseeb me kya likha huwa he. Lekin agar banda Allah Ta'ala ki taraf ruju' kare owr Allah Ta'ala ke hukmo ku poora kare, gunaah wali zindagi se bache, Allah Ta'ala hamesha us banda ke saat honge owr usku khushi owr kaamiyaabi naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.