Khwaab ki ta'beer

· 10 Jumada II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine raat khwaab dekha ke main Niakh kar raha hu, lekin mujhe dulhan ka naam pata nahi hai aur na maine uski soorat dekhi hai. Bas maine Nikaah qubool kiya hai sirf ek bar. Kya aap mujhe iski tabeer batayenge meherbaani hogi.

Answer

Khwaab me nikaah se muraad kisi naye kaam me lagjana jo aadmi pehle nahi kar rah tha. Ummeed he ke ye naya kaam neaki owr buzurgi ki taraf ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.