Khwaab ki ta'beer
Question
Muje koi kaam pesh aya tha jis ke liay mene istikhara ki niyyat ki. Mene dua e istikhada ke bad Allah Paak se yehi dua ki thi ke ya Allah kia ye kaam hoga ya nahi? Me khwab dekhti hun ke me ek bht bare hujoom ke saath hun aur hum kahin jaa rahe hyn. Muje bohot protocol dia ja raha tha aur me kisi bari shakhsiat ke sath un ke aleeshaan gari me bethi thi. Bara e meherbani aagr is khwab ke bare me meri islah kar dyn.
Answer
Ye acha khwaab he. Apne baro ke saat mashwarah karle. Phir agar wo kaam jaaiz owr munaasib he to aap kar sakte.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.