Khwaab ki ta'beer

· 13 Safar 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamthree quls and aayatul kursi

Question

Khwaab may main bestar main layta huwa hun ky achanak koi cheez meray uper ati hai aur main us per ayatul kursi parhta hun aur duno hatho say us bari cheez ko daba kar chota kar dayta hun phar main us ko dewar may phankta hu phir wo cheezz bari hu jaty hai phir main dor kar apnay abu ammi kay pass chala jata hun kindly as khawab ki tabeer bata dain.

Answer

Allah Ta'ala aap ki hifaazat farmae. Paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle teen qul (Surah Ikhlaas, Surah Falaq owr Surah Naas) owr aayatul kursi parh lia kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.