Bachchi maa ku tunag karti he

· 21 Jumada II 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduadvicecool drinkssweets

Question

Mujhey apni bhanji ke bare main pochna hai 5 years old hai. Masha allah kafi tez hai, confidense hai, samjdar bachi hai magr bht shetan hai apni walida ko bhot tang karti hai uski walida apni beti ki waja se bahr nahi niklti kisi k ghar nahi jati r beti b bht chirchiri si ho gai hai walida betha k samjhati hai phr jo dil kehta hai wahi karti hai koi wazeefa bataen jis se meri bhanji apni maa ko tang na kare jazaka allah.

Answer

Un ko kahe ke woh apni bachchi ko sweets, chocolates, cooldrinks ko na khilaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.