Bimaar bachchi ka naam badalna

· 27 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturdusick personchanging one's namechild

Question

Meri bacchi 6 mahine ki hai. Woh bhut zyada roti hai jab se paida hui hai. Tabiyat kuch na kuch kharab renting hai. Uska naam maine aise hi apni mrzise Ayman rakh diya. Paidaish 19 oct time raat 1:16. Kya karugi barahekaram meri madad kijiye. Bahut pareshan hun.

Answer

Allah Ta`ala bachchi ko shifaa kaamila naseeb farma. Naam badalne ki dharoorat nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.