Khwaab ki ta'beer
Question
Meine khwaab mein dekha ke mein aur mere shohar ghar mein hai koi aye hamare ghar mein un logo ke leyea chai bana kar deti hun. Mein mere shohar bohot khush hai phir se hum miya biwii ban gaye bolke. Mere har khwab mein mein aur mere shohar phir se nikah karte hai aur khush rehete hai. Aap please mere khwaab ki tabeer bata dijyea. Hamara phir se nikah hojana bolke dua kijyea. Mere shohar mere taraf ruju hojana bolke dua kijyea. Aap please mere khab ki tabeer batadijyea.
Answer
Allah Ta'ala aap ke mustaqbil ku khair owr aafiyat se bhar de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.