Khwaab ki ta'beer
Question
Mere khab mein meine dekha ki mein fajar ki namaz padh rahi hun aur dua karti hun ki mere shohar ajaye aur utne mein wo darwaze se andar ate hai aur bolte hai mein agaya apku lene mein janimaz par hi baith kar dekhti hun aur khush hokar bolti hun ki mere dua khubul hogayi mere shohar sach mein agaye mujhe lene,mufti saab yea khab thik fajar ki namaz ke waqt aya hai. Mufti saab yea khab meine october 2015 mein aya hai aur us waqt mere shadi mein problems chal rahe the aur ab hamara khula ho chuka hai. Ap plz meherbani kar ke is khab ki tabeer batadijyea.
Answer
Allah Ta'ala aap ki mustaqbil ku rowshan farmae owr aap ke pareshaaniyo ku door farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.