Khalwat-e-saheeha se poora mahr lazim hota he

· 25 Rabiʻ I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiurdumahrkhalwat

Question

Mufti Sahibm kya khulwat-e-saheeha ke mutaabik shaadi k baad hambistri nh hoski miss understanding ki waja se or talak hogya to usko kitna haq mohar dena wajib h According to sooreh BAKRA Ayat 238 me bayan kia gya h k humbistri nh howe to haq mohar ka adha dena hoga iski mjhe mazeed maloomat chahye.

Answer

Agar khalwat saheehah nahi huwi aur talaaq ki noubat aayi to mahr jo bataaya gaya uska nisf dena chaahiye. Aur agar khalwat saheehah hogayi to poora mahr dena chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.