Khwaab ki ta'beer

· 16 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meine khwab mein dekha ki mujhe ek pyari beti huvi hai itni khubsurat hai usko blue aur white phul ka drs pehenke hai aur jhule mek so rahi hai chehra itna ronak dar, mere behen hai saath mein papa hai. Meri behn bi hai, babies jo muh se nikalte na khana khane ke baad wo niklta hai uske muh se halka se, phir mein apni goad mein uthati hun aur bolti hun mera bacha kitna pyara hai. Yea khwab do peher ke waqt aya hai aur mujhe bohot acha feel hora, jab ki meri shadi abi nai huvi hai mera khula huva hai, mufti saab ap please is khwab ki tabeer batadijyea.

Answer

Allah Ta'ala aap ku neak owr munaasib rishta naseeb farmai owr us ke zarye se aap ku neak owr tandrust awlaad ataa farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.