Khwaab ki ta'beer

· 14 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreamistikhaara

Question

Mari ami istikhara kar rahi mari job k liya. Us main unho na phela din deakha k hum sub ro rahy hia pareshan hia abu ko phon kar rahy hia... 2nd day unho na deakha k hum or taya ki family qabristan ja rahy hia lakin kab qabristan phouchty hia to taya ki family nahi hotii jus ami main or mari behan hoty hia. hum wapis aty khula medan hia andara hia or hum taya k ghr phouty or ankha khul gayi un ki...

Answer

Awrat ke lia behtar he ke wo ghar me rahe. Bazaar ka mahowl ayk bedeeni mahowl he jaha awrat ka Deen owr izzat ghair mahfooz he. Agar maali pareshaani he, to ghar me reh kar kaam kare. Allah Ta'ala aap lowgo ki pareshaaniyo ku door farmai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.