Khwaab ki ta'beer
Question
Mere chacha ka 2 mahine phele intekal hua hai do hafte phele mere woh kwab main zinda hoke aaye hai aur khai rahe hai me main theek hu mere tabeyat aachi nahi the isliye main ghar nahi aaya aur Chachi KO phone karke chilla rahe hai aap kaha ho ghar kyun nahi aayi. Phir se aaj mujhe wahi kwab aaya hai me wo zinda hoke aaye hai main unhe nashta de rahi hun air Chachi aaye hai aur unke gale main mangalsutra chamak raha hai. Main jaana chate hun ke unka intekal hoke wo zinda hoke kyun aarahe hai
Answer
Mayyit ke lia Esaalus Sawaab kare owr dua kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.