Khwaab ki ta'beer
Question
Khwab mai dekha ha k bhaag raha hon or zor zor sy keh raha hon k mjy bachao mjy bachao or rasta ni mill raha plz tabeer bta dain..or ye khwab 3, 4 din sy musalsal aaraha ha.
Answer
Nek logo ki suhbat ikhtiyaar kare aur un se Deen seekhe. Allah Ta'ala aap ku Deeni samaj naseeb farmaaye aur aap ku raahe raast banaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.