Showhar biwi ku apni ID card change karwa lene ku kehna
Question
Mufti sb, shari hukam bayan kren. Meri wife apnay baap k ghar thi or naraz bhe. mai ne sms kia k tum agar mere sath nhi rehna chahti to theek hai lkn us ka koi reply na aya. phr mai ne emotional sms krna start kr dye. jaisay k tum baad mai(yani alag honay k baad) aisa kerna wesa krna, apni ID card change krwa lena(mere sur name wala). lakin ye sb kuch future sentences thy. to kia hukam hai. 2. agar biwi kahay k muje ao se kabi sukh ni mila or shohar agay se kahay k koi or dekh lo(yani husband) to kia hukam hai. meharbani farma ker thori c wazahat b frma dia kren ta k sb shakooq door ho jain.
Answer
1. Agar mahaz daraane ki niyyat se ye kya ho to kuch nahi hota.
2. Abhi oopar zikr ho chuka he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.