Khwaab ki ta'beer

· 29 Rajab 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri bhabi nay khawab daikha hai kah may nay us se Quaran Pak laya howa hai aur un ko kah raha hon kah ye aub mera hai aur Quran Pak ko senay se lagya howa hon aur un ko wapas nahi kar raha hon. Please mujy is khawab ki tabeer bata dain kah is ki kaya tabeer hai. Aur agar koi azala karana hai to us ka tarkea kar kaya hoga.

Answer

Aap apni bhaabi ke saath aur doosri na mahram aurato ke saath purda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.