Khwaab ki ta'beer

· 4 Shaʻban 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Khwab dekha jisay mei margye hon mujhay pata hai bhain koe bol rahe hon ye paisay meray husband koe dena meray marny kay baad sab mujhay lekar ja rhe hai dafanay ne mujhay dar lagh raha hai kay qabir mei mujhay sab chorh kay chaly jaye gye phir mei bolti hon mei tou zinda hon mujhay kyu lekar jarhe ho phir sab chor kar chaly jate hai pls mujhay tabeer batye iss khwab kie.

Answer

Lowgo ke huqooq poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.