Khwaab ki ta'beer
Question
Mujhe khwaab ki tabeer jaanni hai. Meri aunty jinka inteqaal ho chuka hai 6 months pehle mujhe hi nahi balke 2 aur jan ke khuwab me bin kapdo ke aai hai. Mere khuwab me me unhe nehlarahi thi. 2 ke khuwab me unhe bin kapdo ke dekha to pucha aap ne kapde q nahi pehne to kaha mere paas kapde nahi aur 3 ke khuwab me bhi bin kapdo ke unko dekha to iski please tabeer bata dein.
Answer
Un ke lie duaa-e-maghfirat kare aur Esaale Thawaab bejh de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.