Khwaab
Question
Meine khwab me dekha k jissy me love krti hun,uss ki engagement kisi aur girl se hoti ha. Wo mera czn ha. Function hota ha. Me bhi uss function me hoti hun. Aur jis girl se mere czn ki engagement hoti ha uss nay girl ki waja se family ki buhat badnami hoti ha ussi din. Koi news milti ha ya koi video nazr ati ha jis ki waja se hamari family ki badnami hoti ha.Thori der bad mujy wohi engagement ring mere hath me nazr ati ha. Aur phir wo engagement ring mujy phir se usi girl ki finger me nazr ati ha. Iss ka kia matlb hua?
Answer
Aap Allah Ta'ala ki taraf rujoo' kare aur apne gunaaho se taubah kare. Namaaz ke ba'd Allah Ta'ala se dua kare se jaahaa behtar he aap ke liye, wahaa par aap ka nikaah karaa le.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.