Company ka paisa lena

· 6 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaailurdubusinessmoney

Question

Mera sawal ye hai ki mai ek architect k office me kaam karta hu aur usk liye sarkari office me jakar naksha pass karana padta hai jiske liye jaldi kam karane k liye waha pe humlogo ko paisa dete hai waha k officer log ko to mai aur mere dost bole ki wo to paisa waha dete hi hai humlog line lag kar kam karaynge aur jo paisa dena rahta wo dena nahi padega to hum dono wo paisa rakh lenge kuki humlog kam line lag k sahi se karaye to kya ye paisa humlog rakh sakte haina ya nahi?

Answer

Jisne payse diya unko kehdo ke hamne ye tareeqah apnaaya to ye payse hame de deejaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.