Haraam taalluqaat se tawbah karna

· 17 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturduadvicerepentance and tawbahlesbian

Question

Meri ayk parosi he jis se ayk ghalti huwi thi. Uski kisi larki k sath bohot ache friendship he dil ki gehrai tak leken us se ye galati hogai ke usne ayk bar lesbian rishte jesa kam kar diya ab wo pachta rahey he leken use dar he k ab Allah use maf karega ya nahi please answer me k use ab kiya karna chaye.

Answer

Allah Tala duroor usse maaf karenge lekin us ku chahiye ke wo girgira karke Allah Tala ke saamne rohe aur tawba kare aur pukta azam kare ke aainda aysa gunna har giz nahi karegi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.