Namaaz ku qadha karna

· 20 Rabiʻ II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ki ahammiyyatQadha Namaaz

Question

Mera sawaal he ke agar namaaz qaza parh li jaye, to qaza namaaz ka parhna qiyaamat ke din saza ka baais banega?

Answer

Namaaz ku qadha karna haraam he. Bohot bara gunaah he. Lekin agar kisi ki namaaz qadha hogai, to us se chahia ke wo us ki qadha kare owr khoob tawbah kare. Issy tarah us ku chahia ke pukhta azam kare ke aainda aysa gunaah nahi karega. Agar wo sacha towbah kare owr zindagi ku badalde owr guzishta saare qadha namaazo ki qadha kare, Allah Ta'ala us ki towbah qubool karenge owr aakhirat me us ku sazaa nahi denge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.