Kya bache ke upar daant pehle nikalna sakht waqt aane ki nishani he?
Question
Aksar gharo me suna jata he ke agar bacha upar ke 2 daant pehle nikale to koi bura waqt ya sakht waqt aane ki nishani he. Islami roo say is baat me kiya koi sachayi he ya ye mahaz purane logo ki baate he?
Answer
Ye be asal baat he. Us ki taraf diyaan na de.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.