Quran par haath rakh kar kehna ke fula kaam nahi karoonga
Question
Agar koi insaan Qur'aan par haath rakh kar kahe ke ye kaam nahi karoonga agar kiya to beshak toba bhi karon phir bhi Allah maaf na kary or agar wo kaam hojay to kiya kare? Toba qabool hogi ya pehle alfaz waapas lene paryn ge?
Answer
Agar ghuna waale kaam ke bare me us ne ye kaha, to us ko chaahiye ke sache dil se tawba kare aur phukta azam kare ke aainda wo us kaam ko nahi karega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.