Akela namaaz parhne se jamaat ka sawaab nahi milna
Question
Me aik department me job karta ho jaha namaaz ki ijzat masjid me ja kar parny ki ijzat nahe, albatta ye ijzat zaror hy ke office me rehty hoay namaaz ada ki jaskti hy magr wo bhe tanha.
Pochna ye hy keh: mera akelay namaaz ada karna aur masjid kay alawa namaaz parna kaysa hy? Is sorat me bajamat namaaz ka sawab milyga ya nahe aur namaaz ada hoge bhe ya nahe?
Answer
Akela namaaz parhne se namaaz ada hogi, lekin aap ko jamaat ka sawaab nahi milega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.