Khwaab me apne aap ku murda paana
Question
Hazrat agar khuaab main apne app ko murda pao or kabar ko dakhoo jo kachi miti ki hoo or uss main garam paani ko daikhoon to iss khuaab main kisss taraf ishara hai jab ke aaj kal hakeekat main bohat sardi per rahi hai?
Answer
Musalmaan ku chahia ke har waqt aakhirat ki fikar saamne rakhe owr qabar ke lia tayyari kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.