Khwaab ki Ta'beer

· 6 Rabiʻ II 1435 AH1 min readEnglish
Khwaabo ki Ta'beer

Question

Mere bhai ka inteqaal 2 saal pehle accident mein ho gaya tha. Aksar wo mere khwab me aata hai. Maine dekha ke wo apni qabar se nikal kar kafan hi ke sath bahar aa gaya hai. Bilkul khamosh. is ke alawa wo meri taraf dekh kar muskura raha hai. Aur us ki muskurahat me bht mithaas thi. Main uski muskurahat dekh kar hairaan thi. Wo apni qabar se nikal kar ek jaga jaha par ghaans thi aa kar so gaya aur kuch der araam karne ke baad fir dobara meri jaanib dekh kar muskuraya aur apni qabar me wapas chala gaya. Aap mere is khwaab ki tabeer bata dijiye.

Answer

Aap ke bhai ku shahaadat ka martabah mila.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.