Khwaab ki Ta'beer
Question
Meri behan 4-5 din sey aik hi khowab dekh rahi hey key. Aik bachi us sey madad mangnay ati hey aur loog un dono key peechay par jatay hain. Woh bhagti hain aur mukhtalif logon sey madad mangti hain. Aur chup jati hain.
Answer
Allah Ta'ala us ku tawfeeq naseeb farmaenge pareshaan owr muhtaaj logo ki madad karne ke lia.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.