Khwaab ki ta'beer
Question
Mene apni shadi k lye istekhara kia tha to mene khuwab mein adrak (ginger) dekhi jo plate mein rekhi hui thi.khuwab mein hi meri ami ne mjse pucha k tmne kya khuwab dekha to mene unhe btaya k mene adrak dekhi yellow colour ki to ami ne mjhe jawab dia k adrak dekhna to acha hota he Khushi ki bat hoti he. Owr phr meri ankh khul gai. Please is khuwab ka mtlb bta den.
Answer
Agar rishta neak he owr aap ke maa baap us ke Deen, akhlaaq owr kirdaar se kush ho, to aap shaadi kar sakti.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.