Khwaab ki ta'beer
Question
Aaj maine khwab me khana-e-kaba ko jalte hue dekha, mere dada ji ne mujhe us aag ko bujhane ke liye kaha aur maine wo aag bujha di. Jab se utha hun is khwab ki tabeer ke bare me soch kar pareshan hun, meharbani kar ke meri is khwab ka tabeer bata dijiye.
Answer
Tumhari zindagi me agar koi cheez shari'at ke khilaaf ho, to us se tawbah karo owr sunnat wali zindagi ikhtiyaar karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.