Halaal cheezo ku haraam karna

· 28 Shawwal 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Me ye puchhna chahata hun ki agar koi gusse me aake kisi khane ke chizon ko haram karde to uska hadith kya he or agar haram ki hui chiz ko agar galatise khale to kya hoga?

Answer

Kisee khane ki cheez haraam karne se haraam nahi hota. Agar kisee ne aysee qasam khaayee to qasam torna dharoori he aur kaffaarah adaa kar liya jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.