Khwaab ki ta'beer

· 20 Dhuʻl-Qiʻdah 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mai nay ayk hi khuwab kai mukhtalif andaz se kai roz se daikh rai hun mai nay daikha ke jis shahks ko mai pasand karti thi wo meri taraf raghib he jab ke wo mangni kar chuka ha phir qyu ye khuwab mujhe aleda andaz mai ata ha ke wo mujhe chahta ha plz meri madad karay.

Answer

Ye tumhari zehni khiyaalaat ki wajah se he. Is ki taraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.