Khwaab ki ta'beer
Question
Meri bachpan se baat tey thi wo tooti to us ke bad 4,5 saal guzar gay ab tak me jab bhi use khwab me dekhti hun me ghuse me hoti hun. Aik baar mene dekha ke hum sab un ke ghar hain or unka ghar bohat hi ziyada bara he owr wo achank girta he.
Answer
In khwaabo ki taraf diyaan ne do. Ye zehni khiyaalaat ki wajah se he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.