Khwaab ki ta'beer

· 7 Dhuʻl-Hijjah 1435 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mery leay ek rishta aya hai. Mene khowab mein deka ke mein inke ghar jathi hun larka jo mera hona wala husband ho ga wo darwaza kholtha hai uske hath mei kuta hota hai us se halki se badbuu arahi hothi hai. Uske bhad mein apni saas se milthi hun wo bht khush se milthi hai muj se aur uske baal safaid hothe hain sare. Aur wo muje bht sara khana b khilathi hai aur sath pack ker ki b deti hai.

Answer

Ye acha khwaab he. Allah Ta'ala aap ke lia asaan karenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.