Gunaaho se towbah karna
Question
Mera khayal he ke mein ne kuch gunnah aisay kar diye hain jo abi Jari hain jaisay mein ne apne kuch doston ko movies ke websites batai the, ab mein to movies nai dekhta. Wo ab bhe dekhte hain, to ab kia un ka bhe gunnah muje bhe hota hay aur ab ap muje batain ke mein kia karun aur kia yeh gunnah mein rook sakta houn?
Answer
Un lowgo ku batade ke aap ne in gunaaho se towbah kya owr jo kuch aap ne un ku sikhaya, wo shariat ke khilaaf he. Un ku bhi chowrna chahia owr towbah karle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.