Ghar wale kehte he ke apni biwi ko talaaq dena
Question
Maine or meri wife ne apni marzi se nikkah kia hai or ab us k ghr walay nikkah ko nai maan rhy or khty hain hum ne talaq laini hai jab k larki talaq nai laina chahti to ab mjy kya krna chaheay
Answer
Talaaq dena dharoori nahi agar dono khush ho aur huqooq ki adaayegi ka khiyaal he to talaaq dene ki dharoorat nahi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.