Kisi ke pet par Allah likha huwa hona

· 3 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturduwrittenallah ta'alastomach

Question

Mari ami k pet mein bakahida Allah or Mohammed likha ta ek din or foran 15 min bad mit gaya pet mein naaf k passed or hari naas say likha jesa zahir ho raha ta.. Barhar hum ne koi serious damjaho nhi jesay aisa hota b hai life mein.. Liken hum sab behan bahi abu ne ankh say dekha or tasaveer b li prove b hai.. Mera sawal yh hai k ap muje bata sakhte hai k is ka matlab kiya ta?

Answer

In cheezo ki taraf dhiyaan ne do. Qur'aan aur taleem rozana karo aur namaaz waqt ke oopar parho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.