Video call pe nikaah karna

· 4 Rajab 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Mera masla yeh he ki meri bwhan ne mere ghar walo ki bina mrzi se nikaah kiya he. Or meri behan India me thi or ladka Pakistan me tha ladke ke pas qazi wakil or gawa sab ladke ke pass hi the yah ladki akeli thi ladki ka wali bhi whi ladke ke pass bna tha or video call pe nikha hua tha kya ye nikaah mukammal he kya ham ab uski dusri shadi kr sakte he?

Answer

Agar larki ne kisee ko apna wakeel muqarrar kya larka ke yaha aur shar`ee gawaaho ke saamne nikaah ka iejaab aur qabool huwa to nikaah durust he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.