Hamal ko giraana kamzori ki wajah se

· 11 Shaʻban 1442 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Mere ek bachi hai do mah ki jo ke apni walida ka feed karte hai or mere misses phir se pregnant hain. 25 days to hamal girana jaiz hai? Unn ki sehat bhi theak nahi kamzor hain kafi baki ghar main deakh bhaal wala bhi koi nahi.

Answer

Hamaari ye rai nahi ke hamal ko giraaya jaaye. Kisee tarah se kamzori ka ilaaj kare aur Allah Ta`ala ke oopar bharosah karo. Allah Ta`ala aasaani farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.