Khwaab ki ta'beer

· 25 Muharram 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me ne raat ka tym pa dream dheka ka meri doosri shadi ho ri hai aur relatives planning bana rahy hai aur dream ma udas sa ho kyn ka muje apni wife ki fikr ma aur yaad aha ri ti kia hoga meri wife ka, ek sahi kehta hai app ka new susr tablighi jammat ka hai lakin ma na kha jahn meray parents khaien gay wohien karo ga. Phir kuch saman hum rakany jatay hai. Un me meri (real wali sali) sali aur us ka husband sath hothay hai es doran un ki apas me mohbaat dhekta hoo ka wo kitna pyar kartay hai apas ma, lakin ma chup hota hoo aur jab neechay ata hoo meri brother ki sab sai choti daughter ko payar karta hoo.

Answer

Kabi shaadi se muraad koi nayaa kaam me lagna. Mumkin he ke aap Jamaat ke kaam se mutalliq hojaenge owr bohot kuch faaida haasil karenge apne lia owr apne khandaan walo ke lia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.